Technical Services Hindi me.

Saturday 10 December 2022

Aadhar Operator List UIDAI (2024)

 UIDAI ne Desh ke Sabhi Aadhar Card Dharako ke liye Jaruri Suchna , musibat me Fas sakte hai






UIDAI ne Desh ke Sabhi Aadhar Card Dharako ke liye Jaruri Suchna , musibat me Fas sakte hai



UIDAI ne desh ke sabhi Aadhar card dharako ke liye Jaruri Suchna di hai 
Pehle Jiska aadhar card Kharba ya muda hua hota tha to bhi logo ka kam ho jata tha kyunki sabhi jagha sirf 12 number vale Aadhar Card Number ki hi jarurat hoti thi lekin ab Esa nhi hoga. UIDAI ne sabhi Nagriko se appil ki he aur suchna di hai ki ve apna Aadhar Card ke sath gadbadi ya chedchad na kare aur AADHAR CARD ko sambhal kar Aur saf suthra rakhe.


Aadhar Card : Desh ke sabhi nagriko ko Aadhar Card jari karne vali Sarkari agnecy UIDAI ne sabhi Aadhar Holders ke liye bahut Jaruri Suchna jari ki hai. 

Aap sabhi logone dekha hoga ki Aadhar card ko kam me liya aur jaha marji padi rakh diya mod kar jeb me aur bag me yuhi rakh diya , aur aadhar card ke sath me bura tarike se mod tod kar rakhte he apne wallet me ya pocket me jise aadhar card puri tarhese mud jata hai aur usme banka teda pad jata hai lekin aamtorpar logo ko aadhar card ke number se kam chal jata tha is liye Aadhar card ki care nhi karte the. Lekin abh esa nhi hoga. UIDAI ne sabhi nagriko public se nivedan kiya hai ki Apne Aadhar card ke sath me chedchad bilkhul na kare aur use dhyan se sambal kar rakhe.
UIDAI ne Desh ke Sabhi Aadhar Card Dharako ke liye Jaruri Suchna , musibat me Fas sakte hai


Aadhar Card ko Surakshit Rakhana Kyun Hua Jaruri

Jesa ki UIDAI ne sabhi logo or nagriko ko nirdesh diye ki Aadhar Card ko Pehchan ke Praman ke rup me istemal kare se pehle uski Orignal ha ya nhi ki janch karna jaruri hai. Ese me Aadhar card ki Orignal hai ya nhi ki janch karne ke liye us par lage QR code ko scan karna hota hai. agar aapne Aadhar card ki Care nhi karne ki vajah se kharab ho gya hai to QR code se pehchan nhi hogi to aap ke liye muski ho jayega. 

QR Code Scan nhi Hone ki condition me Aap ka jaruri kam Ruk sakta 


Ese me is bat ki sambhavna kafi badh jati hai ki aapka aadhar card ka QR code ek samanye QR code ki tarhe Scaner se scan nhi ho payega. ab aagar aapko bahut jaruri kam pad gya aadhar card se kam karvane ke liye to aapko QR code scan karna hoga to us samye aapka kam nhi ho payega isliye aadhar card ko sahi tarike se sambal kar rakhe Aadhar card ko mode nhi pura ka pura sahi sambhal kar rakhe.

Aadhar Card ki Suraksha Kaise kare


- Aadhar card ko laminate karvakar use kahi Surakashi jagha par rakhe jise ve mude nhi.

- Kam ho jane ke bad apne Aadhar card ko yaha - vaha na rakhe.

- Apne aadhar card ko chote bacho ki pahuch se dur rakhe.

- Aadhar card ko kisi file me rakhe jise me mude nhi ya chuhe vagera kate nhi. 

- Aagar aapke pass Plastic ka Aadhar card he to use apne Wallet me rakhe agar Aadhar card paper type se he to use file folder me rakhe wallet me mod kar nhi rakhe. 

No comments:

Post a Comment

हमारा उदेश्य

इस वेबसाइट पर जो भी पोस्ट किया जाता है वो इन्टरनेट न्यूज़ पेपर और फील्ड से सर्वे करके आप को यह सभी जानकारी बताई जाती है | आप को हमरे द्वारा सुचना या किसी भी प्रकार की टेक्निकल या नॉन टेक्निकल जानकारी या सहायता चाहिए हो तो आप हमें Contact या Comments कर सकते हो |

"दोस्तों आप अपने बिज़नस और सर्विस के बारे में भी हमारे इस वेब पोर्टल पर शेयर कर सकते हो"